Kuan Ma Doob Jaoo
(adiyal jawani mori sukhi sukhi jaye re - 2
sayya anadi mohe paani na pilaye re - 2
jeth mahina hai garmi badhaye re - 2
kaisi nazariya ke dil chala jay re
kuan ma doob jaoo - 6) - 2
kaise sambhalu main yeh bali umariya - 2
kaise main na chodu ghar ki kewadiya - 2
jaoo jaha bhi ghure sabki nazariya - 2
mohe bachane aaja more sawariya - 2
kaise nazariyan ki dil chala jaye re
kuan ma doob jaoo - 4