Movie
MAMMO
Singers
JAGJIT SINGH

ye faasale teri galiyon ke hamase tay na hue
hazaar baar ruke ham hazaar baar chale

na jaane kaun si matti watan ki matti thi
nazar mein dhuul jigar mein liye gubaar chale

ye kaisi sarahadein ulajhi hui hain pairon mein
ham apane ghar ki taraf uth ke baar baar chale

Theme by Danetsoft and Danang Probo Sayekti inspired by Maksimer